www.lawyerguruji.com
Jesa ki hum aap sabhi log yah jante hai ki mahilaye (Women's) hamre desh (country) ka ujjwal (bright) bhavisya (future) hai. Aaj ke is time mein desh ki kafi mahilaye teji se agye badh rahi hai aur purusho ke kandhe se kandha mila kar chalne ki takat rakhti hai.
Aaj mein is post mein mahilao ke liye khas 7 scheme ke bare me batane ja rahu hu, Jo khaskar sarkar ne mahilao ke liye hi pesh ki hai. Is scheme ka labh kewal mahilaye varg hi utha sakti hai.
Bhartiya sarkar dwara bharat mein ladkiyo ko padhane ke liye kai prakar ki scheme chlai ja rahi hai. Aise sarkar mahilao ko khud ke pair par khade hone ke liye apna khud ka business karne ka mouka de rahi hai. Is utility scheme se mahilaye apna khud ka bsiness open kar sakti hai aur yadi ve pahle se koi business kar rahi hai ,To apne us business ko monitize bhi kar sakti hai.
1.Mudra Yojna Scheme.
Hal hi mein Government of India ne Mahilao (women's) ke liye Mudra Scheme pesh ki hai jiske antargat vah har mahila jo apna khud ka kisi bhi prakar ka legal business karna chaheti hai uski help sarkar dwara ki jayegi.
Is scheme ke chalte mahilaye apna khud ka :-
Loan ke liye apply karne wali mahilao ka verification hota hai aur verification ho jane ke baad us mahila ko mudra card milta hai.
Is card se ve mahilaye business shuru karne ka har samaan ( material) kharid (purchase) kar sakti hai.
Sarkar dwara pesh ki gayi is scheme ko teen bhago mein baata gya hai.
Har mahila ko is 50 hajar rupaya ke loan ka bhugtaan karne ke liye 36 month ka time diya jata hai. Aise me mahilaye bahut kam interest mein apna khud ka business open kar sakti hai.
3.Industrialist scheme.
Is scheme ke antargat sarkar dwara loan aise business ke liye diya jata hai jaise :

- Beauty parlor.
- Tailoring unit.
- Tuition center jese business ghar baithe kar sakti hai.
Loan ke liye apply karne wali mahilao ka verification hota hai aur verification ho jane ke baad us mahila ko mudra card milta hai.
Is card se ve mahilaye business shuru karne ka har samaan ( material) kharid (purchase) kar sakti hai.
Sarkar dwara pesh ki gayi is scheme ko teen bhago mein baata gya hai.
- Shishu (child)
- Kishor ( Adolescents)
- Tarun ( young).
2.Ann-purna scheme.
Yah ann-purna scheme khaskar un mahilao ke liye khas hai jo khana (cooking) banane mein expert hoti haiJo apne dam par apna khud ka food catering ka business open karna chahti hai.
Is scheme ke antargat ye mahilaye food catering mein :-- -Tiff in service.
- Snacks jese kaam shamil hai.
Har mahila ko is 50 hajar rupaya ke loan ka bhugtaan karne ke liye 36 month ka time diya jata hai. Aise me mahilaye bahut kam interest mein apna khud ka business open kar sakti hai.
3.Industrialist scheme.
Is scheme ke antargat sarkar dwara loan aise business ke liye diya jata hai jaise :
- small scale business.
- Retail Business.
- Agriculture Activities ke liye diya jata hai.
- Is scheme ka labh 18 year se 45 year tak ki mahilaye utha sakti hai.
- Isme loan ki adhiktam sheema (limit) 1 lakh rupees decide ki gayi hai.
- Yah loan Punjab or Syndicate bank de raha hai.
4.Stree shakti package.
JIn companies mein mahilao ke name par 50% se adhik share hai, ve is scheme ka labh utha sakti hai.
Is Scheme ke antargat ye mahilaye 0.5% interest mein loan le sakti hai.
Yadi ye mahilaye 5 lakh tak ka loan lena chahti hai to ,aise mein en mahilao ko security jama karne ki jarurat bhi nahi hoti.
5.Dena shakti scheme.
Dena Shakti scheme ka name sunthi apko logo ko yah samaj a gya ho ki hum yaha kisi baat kar rahe. Yah scheme mein loan dena bank provide kar rahi hai.
Is scheme mein dena bank loan un business ke liye de rahi hai jese:
- Agriculture.
- Small Entrepreneurship.
- Retail trade.
- Micro credit.
- Education.
- Housing.
Har categories ke hisab se loan interest bhi alag alag hai. 20 lakh rupees ke educational loan par o.25% ka interest rate hai.
6. Women venture fund scheme.
Jo mahilaye small sacle finance par apni khuad ki indusrty chal rahi hai yah scheme usnke liye labhkari ho sakti hai.Scheme ke antargat mahilao ko loan Punjab national bank provide kar rahi jiski help se ye mahilaye apne small sacle business ko asani se upgrade kar sakti hai.
7.Saint kalyani scheme.
Is Scheme ke antargat Central bank of India loan provide kara rahi hai.Is scheme ke antargat manufacturing, service industry mein micro small sacle par business karne wali nahilaye shamil hai.
Is Scheme ke antargat Central bank of India loan provide kara rahi hai.Is scheme ke antargat manufacturing, service industry mein micro small sacle par business karne wali nahilaye shamil hai.
Iske alawa is scheme ke antargat :
- Handicraft maker.
- Tailor's .
- Doctor's.
- Beauty parlor.
- Grament's making.
- Transport business etc.
- shamill hai.
Is scheme ke antargat :
- Reatail trade.
- Educational training Institue.
- self help group shamil nahi hai.
No comments:
lawyer guruji ब्लॉग में आने के लिए और यहाँ पर दिए गए लेख को पढ़ने के लिए आपको बहुत बहुत धन्यवाद, यदि आपके मन किसी भी प्रकार उचित सवाल है जिसका आप जवाब जानना चाह रहे है, तो यह आप कमेंट बॉक्स में लिख कर पूछ सकते है।
नोट:- लिंक, यूआरएल और आदि साझा करने के लिए ही टिप्पणी न करें।